.:
Kabhi Alvida Na Kehna - Kabhi Alvida na kehna
:.
Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aarzoo hai ki hai angarai
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna |
Overige songteksten van Kabhi Alvida Na Kehna
Warning: mktime() expects parameter 6 to be long, string given in /home/superclips/domains/_php/tools.php on line 148

| 1 |
Kabhi Alvida na kehna | Kabhi Alvida Na Kehna |
107x bekeken |
|
| 2 |
Mitwa | Kabhi Alvida Na Kehna |
53x bekeken |
|
| 3 |
Tumhi Dekho Na | Kabhi Alvida Na Kehna |
28x bekeken |
|